Posts tagged with
"Minimalism"
chor bano, chori karo!!!
Aksar aisa hota hai ki jo bhi hamare jeevan mai hota jata hai, ham use bina jaane,bina samjhe, bina kuch puche, laade chale jaate hai. asal mai ham insaan kam aur coolie zyada hai. batao bhala, ye bhi koi baat hai. paida hue aur logo na kaha tum musalman ho, tum hindu ho to tum wo ho chale. tumhe ye banna hai to tum wo ho chale. kabhi socha hai khud, ki kar kya rahe ho?